डाकिए की ओर से: बहुत कम फिल्में आत्मसंवाद का मौका देती है। गाइड उनमें से एक है। कहीं कहीं से उसकी स्क्रिप्ट मिली तो आपके लिए अपना ही पसंदीदा हिस्सा लगा रहा हूं। कभी- कभी मन होता है कि कुछ अनोखे स्क्रिप्टों के अनछूए पहलू से रू-ब-रू करवाऊं जिसमें स्लमडाॅग मिलेनियर के पटकथा लेखक सिमोन बुफाॅय का एक सीन को लिखना किस कदर कठिन था। मुझे लगता है दुनिया की सारी समस्याएं मेरे साथ ही है और सारी समस्याओं में आलस्य काॅमन है। बहरहाल.... तनाव की इस महीन-बारीक डोर पर गौर फरमाएं....
***
INT.- NALINI’S BUNGLOW- NIGHT
Rosy is sitting in front of the mirror, applying make up.
Raju is sitting next to her.
RAJU
Rosy, ye doori hatai nahi jaa sakti hai?
ROSY
Koshish karo..
Koshish karo..
RAJU
Koshish karne aaa hu madat nahi karogi?
Koshish karne aaa hu madat nahi karogi?
ROSY
Mujhe tumse koi gilah nahi hai Raju
Mujhe tumse koi gilah nahi hai Raju
She gets up and walks to the other side of the room.
RAJU
Yahi toh gilah hai mujhe ki tumhe koi gilah nahi.
(gets up and follows her)
Mein chahta ho ki tum roo, chillao,
gaali do mujhe. Beshak ek do
thappad bhi maro lekin kuch aisa
karo jisse lage ki tumhe meri parva
hai.
Itni meherbani toh tumne Marco pe
bhi ki thi..
gaali do mujhe. Beshak ek do
thappad bhi maro lekin kuch aisa
karo jisse lage ki tumhe meri parva
hai.
Itni meherbani toh tumne Marco pe
bhi ki thi..
She unties her hair.
She sits on the bed.
She sits on the bed.
ROSY
Ek gilah sa bann gaya hai dil ke
charo taraf. Koi nishana waha tak
nahi pohochta ab. Na sukh ka na
dukh ka..
Ek gilah sa bann gaya hai dil ke
charo taraf. Koi nishana waha tak
nahi pohochta ab. Na sukh ka na
dukh ka..
She Lies on the bed.
ROSY
(contd.)
Mere taraf se tum bilkul azad ho
Raju. Balki mujhe khushi hai ki
tumhe khushi haazil karne ke tarike
aa gaye..
(contd.)
Mere taraf se tum bilkul azad ho
Raju. Balki mujhe khushi hai ki
tumhe khushi haazil karne ke tarike
aa gaye..
Raju sits on the bed, leans on top of her.
89.
RAJU
Matt door hatao Rosy..
Rosy gets up immediately.
Matt door hatao Rosy..
Rosy gets up immediately.
ROSY
Please Raju, mein bohot thak gayi hu.
Please Raju, mein bohot thak gayi hu.
Raju tries to come close.
RAJU
Meri bahon mein so jao aaj, mere
kandhe par sar rakh kar. Ek zamaana
tha tumhari thakan mit jaya karti
thi iss tarah
He pulls her closer to him.
kandhe par sar rakh kar. Ek zamaana
tha tumhari thakan mit jaya karti
thi iss tarah
He pulls her closer to him.
ROSY
Kya karr rahe ho! Chodo mujhe.
She gets of the bed and sits on a stool next to it.
She gets of the bed and sits on a stool next to it.
Raju is still holding her hand.
Raju gets of the bed, kneels, putting his head on her
shoulder.
shoulder.
RAJU
Koi nayi baat nahi mere haato se
tumhe iss tarah pakadna. Achanak ye
parayapan kyu hai, ye nafrat kyu
hai? Humara pyar chala gaya? Kya
kasoor ho gaya mujhse?
Koi nayi baat nahi mere haato se
tumhe iss tarah pakadna. Achanak ye
parayapan kyu hai, ye nafrat kyu
hai? Humara pyar chala gaya? Kya
kasoor ho gaya mujhse?
She pushes him away and gets up. Raju still doesn’t let go
of her hand. Pulls her back, making her sit on the stool
agai n. Raju digs his face in her lap.
RAJU
(contd.; desperately begging)
Tum kahogi toh mein sharab chod
dunga, jua chod dunga, apne saare
dosto ko chod dunga, sari duniya
chod dunga lekin ek baar kehdo ki
mujhe tumse pyar hai..sirf tumse.
Uske baad mein tumhe kabhi tang
nahi karunga, kabhi pass nahi
aaunga..Rosy Rosy Rosy..
(contd.; desperately begging)
Tum kahogi toh mein sharab chod
dunga, jua chod dunga, apne saare
dosto ko chod dunga, sari duniya
chod dunga lekin ek baar kehdo ki
mujhe tumse pyar hai..sirf tumse.
Uske baad mein tumhe kabhi tang
nahi karunga, kabhi pass nahi
aaunga..Rosy Rosy Rosy..
90.
ROSY
(pushing him away)
Please Raju..
Gets up and walks away.
(pushing him away)
Please Raju..
Gets up and walks away.
ROSY
Chale jao Raju. Warna mujhe bahar
jaana padega
Chale jao Raju. Warna mujhe bahar
jaana padega
Raju walks out of the room. Rosy latches the door once he
leaves.
CUT TO
INT.- NALINI’S BUNGLOW- NIGHT- CONTINIOUS
It is a stormy night. Mani rushes inside the house. He is
carrying the papers which Raju threw at him earlier.
Raju is sitting in the huge living room, on the floor,
drunk.
RAJU
Aao Mani, aao.
Aao Mani, aao.
MANI
Ji aapne kaha tha kaam show ke baad
karenge.
Ji aapne kaha tha kaam show ke baad
karenge.
RAJU
Apne liye waha se ek glass utha
lao..
Apne liye waha se ek glass utha
lao..
MANI
(going through the file)
Ji nahi, ye thoda kaam karke mein
chalunga..
(going through the file)
Ji nahi, ye thoda kaam karke mein
chalunga..
RAJU
Arre bhai lao toh..Kya tum bhi
humare saath baith ke d baatein
karna pasand nahi karte ho?
Arre bhai lao toh..Kya tum bhi
humare saath baith ke d baatein
karna pasand nahi karte ho?
MANI
Aap mujhe sharminda kar rahe hai..
Mani puts the file away and goes and gets himself a glass.
Aap mujhe sharminda kar rahe hai..
Mani puts the file away and goes and gets himself a glass.
MANI
(while walking)
Kya baat hai sir, aaj aap akeli pee
rahe hai..
(while walking)
Kya baat hai sir, aaj aap akeli pee
rahe hai..
91.
RAJU
Baatein karne ke liye itna taras
raha tha, ki socha, thodi pee kar
apne aap se kuch kahunga...
Mani comes back to the table with his glass.
Baatein karne ke liye itna taras
raha tha, ki socha, thodi pee kar
apne aap se kuch kahunga...
Mani comes back to the table with his glass.
RAJU
(contd.)
Mani, mein kuch chid chidasa ho
gaya hu. Kabhi ghusse mein bura
bhala keh jaya karu toh bura mat
manna..
(contd.)
Mani, mein kuch chid chidasa ho
gaya hu. Kabhi ghusse mein bura
bhala keh jaya karu toh bura mat
manna..
MANI
(holds his ears)
Meri kya majaz, Sir.
(holds his ears)
Meri kya majaz, Sir.
RAJU
Zindagi bhi ek nasha hai dost.
Jabhi chadta hai tabhi poocho mat
kya aalam rehta hai..
Lekin jab utarta hai....
"Din dhal jaye...raat na jaye.."
Raju sings, leaning on a chair.
Mani takes the bottle out of his hand, Mani looks upstairs
at Rosy’s room.
Mani takes the bottle out of his hand, Mani looks upstairs
at Rosy’s room.
Rosy lies awake n the bed, looking at the latched door.
Raju continues to sing.
Rosy tries to not listen to him by putting a pillow over her
ears.
As Raju looks outside at the rain, he remembers the time
when He nad Rosy were happy together.
Rosy gets up from the bed and digs her face in the pillow,
crying.
A smile dawns Rosy’s face.
Rosy’s room is now empty, The latch open. Rosy steps out of
the room.
Mani leaves.
Rosy looks at Raju, who is leaning against the staircase.
Rosy sits on the stairs. Their hands touch. Rosy is crying.
92.
her hand on his arm.
EXT.- NALINI’S BUNGLOW- DAY
Rosy walks out of the bunglow, her dressman carrying her
costumes. She notices Raju, sitting on the porch, dressed as
a guide.
ROSY
Raju, ye kaisa mazzak hai?
Raju, ye kaisa mazzak hai?
RAJU
Mazzak hota toh kya baat thi! Na
mehel bante Na mehel tutte. Naa
rahe milti, Naa rahe bichadti.
Mazzak toh ye hai Rosy, ki ye
mazzak nahi..
Mazzak hota toh kya baat thi! Na
mehel bante Na mehel tutte. Naa
rahe milti, Naa rahe bichadti.
Mazzak toh ye hai Rosy, ki ye
mazzak nahi..
ROSY
Ye tamasha karna zaroori hai?
Ye tamasha karna zaroori hai?
RAJU
Jo khud tamasha ban jaye woh
tamasha kya karegi..
Aayiye aapko gadi tak chod du..
He opens the door for her. She sits inside, he rolls down
the windows for her.
Jo khud tamasha ban jaye woh
tamasha kya karegi..
Aayiye aapko gadi tak chod du..
He opens the door for her. She sits inside, he rolls down
the windows for her.
ROSY
Acha abhi aap jayiye aur kapde
badliye. Mein aapki rah dekh rahi
hu
Acha abhi aap jayiye aur kapde
badliye. Mein aapki rah dekh rahi
hu
RAJU
Bohot rah dekhi, ek aisi rah pe jo
teri hai guzar bhi nahi..
Bohot rah dekhi, ek aisi rah pe jo
teri hai guzar bhi nahi..
ROSY
Ye achanak kya ho gaya hai tumhe?
Dekho show ka waqt ho raha hai...
Ye achanak kya ho gaya hai tumhe?
Dekho show ka waqt ho raha hai...
RAJU
Waqt ho chuka, show ho chuka, dekh
chuke..
Waqt ho chuka, show ho chuka, dekh
chuke..
ROSY
Aaj maloom hota hai ki saath aane
ki niyat nahi..
Aaj maloom hota hai ki saath aane
ki niyat nahi..
93.
RAJU
Niyat toh thik thi, saath nibhana
hi aaghat hai..
Niyat toh thik thi, saath nibhana
hi aaghat hai..
ROSY
Raju, jo tum kehna chahte ho mein
samajh gayi. Lekin mera dil dukhane
se pehle apne dil pe haat rakho aur
poocho, kya saara dosh mera hai?
Raju, jo tum kehna chahte ho mein
samajh gayi. Lekin mera dil dukhane
se pehle apne dil pe haat rakho aur
poocho, kya saara dosh mera hai?
RAJU
Bhagwan na kare ki koi tumhara dil
dukhaye...
He closes the Cars door.
Bhagwan na kare ki koi tumhara dil
dukhaye...
He closes the Cars door.
RAJU
(contd.)
Driver, Memsaab ko theatre le chalo
The Car leaves.
***
(contd.)
Driver, Memsaab ko theatre le chalo
The Car leaves.
***
अब इसी स्क्रीनप्ले को साकार होता हुआ यहां देखिए। अवधि 1:57:00 से 2:06:30
https://www.youtube.com/watch?v=u7gpmBHdMjg
No comments:
Post a Comment
जाती सासें 'बीते' लम्हें
आती सासें 'यादें' बैरंग.